Do you find yourself hanging out with your friends, only to slip a random ‘Poo’ dialogue into a conversation? These Bollywood dialogues have seeped into our daily vocabularies and now, we use them every day – ironically or unironically.
Here are some of our favourites:
1. “Tell me how it waaassss.” – Kabhi Khushi Kabhie Gham…
2. “Mogambo khush hua.” – Mr India
3. “Main apni favorite hoon.” – Jab We Met
4. “Jaa Simran, jaa. Jeele apni zindagi.” – Dilwale Dulhania Le Jayenge
5. “Aap purush hi nahi, mahapurush hain.” – Andaz Apna Apna
6. “Utha le re baba.” – Hera Pheri
7. “Pushpa, I hate tears…” – Amar Prem
8. “Saala ye dukh kaahe khatam nahi hota hai be.” – Masaan
9. “Main aaj bhi pheke hue paise nahin uthata.” – Deewar
ADVERTISEMENT
10. “Badey mazaaki ho, badey mazaaki ho.” – Kabhi Khushi Kabhie Gham…
11. “Uska toh na bad luck hi kharab hai.” – Rangeela
12. “Crime Master Gogo naam hai mera, aankhen nikal ke gotiyan khelta hun main.” – Andaz Apna Apna
13. “Tumse na ho payega.” – Gangs Of Wasseypur
ADVERTISEMENT
14. “Aap humse humari zindagi maang lete hum aap ko khushi khushi de dete, par aapne toh humse humara guroor cheen liya.” – Bajirao Mastani
15. “Woh meri dukaan hadapna chahta hai.” – Kabhi Khushi Kabhie Gham…
16. “Babumoshai, zindagi badi honi chahiye, lambi nahi.” – Anand
17. “Dosti ka ek usool hai madam – no sorry, no thank you.” – Maine Pyar Kiya
ADVERTISEMENT
18. “Har team main bas ek hi gunda ho sakta hai aur iss team ka gunda main hoon!” – Chak De! India
19. “Picture abhi baaki hai mere dost.” – Om Shanti Om
20. “Kitne aadmi the?” – Sholay
21. “Kaun hai yeh, jisne dobara mudh ke mujhe nahi dekha? Who is he?” – Kabhi Khushi Kabhie Gham…
22. “Tension lene ka nahi, sirf dene ka.” – Munna Bhai M.B.B.S.
23. “Tussi ja rahe ho? Tussi na jao!” – Kuch Kuch Hota Hai
24. “Bade bade deshon mein aisi choti-choti baatein hoti rehti hai, Senorita.” – Dilwale Dulhania Le Jayenge
25. “Yeh joke tha?” “Tha toh” “I don’t like jokes” “I don’t like you.” – Kabhi Khushi Kabhie Gham…
ADVERTISEMENT
26. “Basanti, inn kutton ke saamne mat naachna!” – Sholey
27. “Ek chutki sindoor ki keemat tum kya jaano, Ramesh Babu” – Om Shanti Om
28. “Our business is our business none of your business!” – Race 3
29. “Darte toh hum kisi ke baap se bhi nahin hain.” – Tanu Weds Manu
30. “Kutte, kaminey, main tera khoon pee jaunga.” – Yaadon Ki Baraat
31. “Hum jahan khade hote hain line yahi se shuru hoti hai.” – Kaalia
32. “Haar kar jeetne wale ko baazigar kehte hai.” – Baazigar
ADVERTISEMENT
33. “Aadhe idhar jao… aadhe udhar jao… aur baaki hamare saath aao.” – Sholay
34. “Ye dhai kilo ka haath jab kisi pe padta hai na to aadmi uthta nahi uth jata hai.” – Damini
35. “How’s the josh?” – URI: The Surgical Strike
36. “Thappad se darr nahi lagta sahab, pyaar se lagta hai.” – Dabangg
37. “Filmein sirf teen cheezo ki wajah se chalti hai…entertainment, entertainment, entertainment…aur main entertainment hoon.” – The Dirty Picture
38. “Ek baar jo maine commitment kar di, phir main apne aap ki bhi nahi sunta.” – Wanted
39. “All izz well” – 3 Idiots
40. “Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai.” – Devdas
41. “Don’t underestimate the power of a common man!” – Chennai Express
42. “Don’t angry me!” – Rowdy Rathore
43. “Mere paas Maa hai.” – Deewar
ADVERTISEMENT
44. “Insaan ka motion uska emotion ke saath juda hota hai.” – Piku
45. “Parampara. Pratishtha. Anushasan.” – Mohabbatein
46. “I am just a stupid common man waiting to clean his house.” – A Wednesday
47. “Gold toh gold hota hai … chhora lave ya chhori.” – Dangal
48. “Bajirao ne Mastani se mohabbat ki hai, aiyashi nahi.” – Bajirao Mastani
ADVERTISEMENT
49. “Baap ka, dada ka, bhai ka, sabka badla lega re, tera Faizal.” – Gangs of Wasseypur II
50. “Main apne papa se seekhke aaya hoon.” – Koi… Mil Gaya
Top picks for you