Good cinema is a piece of art which transcends all boundaries of language and faith. However, in a recent development, Bajrangi Bhaijaan ‘s success set new popularity goals when it got picked up by unknown entities in parallel universe.
In fact, such is the popularity of Bajrangi Bhaijaan in the parallel realm that PK , our lovable alien, got inspired by Salman Khan’s kind gesture in the film and decided to take a trip to earth to return author Chetan Bhagat’s logic, lying in a pile of dust on his planet.
Here’s what happened with PK when he tried to return Chetan Bhagat’s logic to him:
Chetan Babu… Hum vapas aa raha hoon… Sirf tohar khaatir.
Tohar logic ko gale mein taang kar ghoomenge jab tak lauta nahin dete.
Yeh sasura India mein logic lekar kaun chala aa raha hai?
Bhai ji ye itto keemti logic lekar kahan ghoom rahe ho? Iss gola par isko koi use nahin karta.
Arre ee Chetan Bhagat ka logic hai bhaaya. Hamare gole par reh gaya tha.
Achcha? Toh ek kaam kar, ee logic hamka dede.
Naaaiii…
Arre Munna Bhaaya? Chetan Bhagat ka logic chori ho gayo.
Vaise Munna bhaaya, tum jail se bahar kab aayo?
Arre pagle, ghar par kadhi chawal baney the. Toh jail se 3 maheene ki chutti mil gayo!
Haha! Arre pagle bola tha na… Iss gola par koi logic use nahin karta!
Vaise manne laage hai, shaayad Dilli mein tujhe Chetan Bhagat ka logic mil jaayega…
In Delhi…
Bhaaya, Chetan Bhagat ka logic chori ho gayo.
Abe baawdi poonch, uska logic to pehli book se hi gaayab hai. Bhagwan hi jaane kahaan hoga.
Abbey logic ki baat karta hai? One night @ the call centre nahin padhi?